Font by Mehr Nastaliq Web

Allah Shayari

allāh allāh vo jamāl-e-dil-fareb

mahfil-e-kaunain hai mahfil-e-fareb

allah allah wo jamal-e-dil-fareb

mahfil-e-kaunain hai mahfil-e-fareb

Zaheen Shah Taji

mohabbat pahlī nazar allāh allāh

vo tūfān-e-jazb-o-asar allāh allāh

mohabbat ki pahli nazar allah allah

wo tufan-e-jazb-o-asar allah allah

Kamil Shattari

banā kar kufr ko ā.īna sūrat dekh īmāñ

sanam shakl meñ jalva-kunāñ allāh allāh hai

bana kar kufr ko aaina surat dekh iman ki

sanam ki shakl mein jalwa-kunan allah hi allah hai

Watan Hyderabadi

merā jism aur mirī jaañ hai vahī jaañ bilkul

maiñ kahūñ kyā ki maiñ huuñ yaar hai allāh allāh

mera jism aur meri jaan hai wahi jaan bilkul

main kahun kya ki main hun yar hai allah allah

Mardan Safi

Related Tags

Speak Now