Ashaar of Ghulam Hamdani Mus'hafi
shab jo holī kī hai milne ko tire mukhḌe se jaan
chāñd aur taare liye phirte haiñ afshāñ haath meñ
shab jo holi ki hai milne ko tere mukhDe se jaan
chand aur tare liye phirte hain afshan hath mein
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere