muqabil mein adu hai aur main hun
muqābil meñ adū hai aur maiñ huuñ
qiyāmat rū-ba-rū hai aur maiñ huuñ
talāsh-e-yār meñ ik umr guzrī
usī kī justujū hai aur maiñ huuñ
ma.āl-e-zindagī hai jalva-e-dost
yahī ik aarzū hai aur maiñ huuñ
ḳhudā jaane karegī kyā qiyāmat
vo chashm-e-jañg-jū hai aur maiñ huuñ
muqabil mein adu hai aur main hun
qiyamat ru-ba-ru hai aur main hun
talash-e-yar mein ek umr guzri
usi ki justuju hai aur main hun
maal-e-zindagi hai jalwa-e-dost
yahi ek aarzu hai aur main hun
KHuda jaane karegi kya qiyamat
wo chashm-e-jang-ju hai aur main hun
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 79)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.