Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

shaah farhaad me.n 'ishq zam ho gayaa

Asif Ahmad Warsi

shaah farhaad me.n 'ishq zam ho gayaa

Asif Ahmad Warsi

MORE BYAsif Ahmad Warsi

    Interesting Fact

    منقبت درشان خواجہ رکن الدین عشق (پٹنہ-بہار)

    shaah farhaad me.n 'ishq zam ho gayaa

    mohtaram aur bhii mohtaram ho gayaa

    haasiido kar rahe ho 'abas tum hasad

    us pe KHaaliq kaa apne karam ho gayaa

    husn-e-taqvaa milaa aur vilaayat milii

    sar amiiro.n kaa bhii dar pe KHam ho gayaa

    haqq-e-ta'ala kii rahmat jo haath aa ga.ii

    saaraa sansaar zer-e-qadam ho gayaa

    misl-e-shams-o-qamar vo chamakne lagaa

    nuurii nuurii vo KHaakii sanam ho gayaa

    is ko ishq nabii ne kiyaa mohtaram

    ek qatra thaa bahr-e-karam ho gayaa

    faiz haasil hu.aa us se hai is qadar

    duur 'aasif' kaa ab saaraa Gam ho gayaa

    shaah farhaad me.n 'ishq zam ho gayaa

    mohtaram aur bhii mohtaram ho gayaa

    haasiido kar rahe ho 'abas tum hasad

    us pe KHaaliq kaa apne karam ho gayaa

    husn-e-taqvaa milaa aur vilaayat milii

    sar amiiro.n kaa bhii dar pe KHam ho gayaa

    haqq-e-ta'ala kii rahmat jo haath aa ga.ii

    saaraa sansaar zer-e-qadam ho gayaa

    misl-e-shams-o-qamar vo chamakne lagaa

    nuurii nuurii vo KHaakii sanam ho gayaa

    is ko ishq nabii ne kiyaa mohtaram

    ek qatra thaa bahr-e-karam ho gayaa

    faiz haasil hu.aa us se hai is qadar

    duur 'aasif' kaa ab saaraa Gam ho gayaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now