Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

ye dil mahbuub-e-sub.haanii ke sadqe

Dagh Dehlvi

ye dil mahbuub-e-sub.haanii ke sadqe

Dagh Dehlvi

MORE BYDagh Dehlvi

    Interesting Fact

    منقبت درشان غوث پاک شیخ عبدالقادر جیلانی (بغداد-عراق)

    ye dil mahbuub-e-sub.haanii ke sadqe

    muhi.uuddiin jiilaanii ke sadqe

    nisaar-e-qubba-e-anvar mah-o-mehr

    farishte qabr-e-nuuraanii ke sadqe

    tumhaarii zaat se hai nazm-e-'aalam

    jahaa.n-baanii ke sultaanii ke sadqe

    mire dil par chale vo KHanjar-e-'ishq

    malak ho.n jis kii qurbaanii ke sadqe

    tumhaar lutf-e-pinhaanii ke qurbaa.n

    tumhaar faiz-e-ruuhaanii ke sadqe

    ye dil ho aur mauj-e-qulzum-e-'ishq

    ye kashtii mauj-e-tuufaanii ke sadqe

    ye zebaa hai jo ho.n lauh-o-qalam bhii

    tumhaar ism-e-laa-saanii ke sadqe

    fida-e-sham.a parvaana ho ai 'daaG'

    ham apne qutub-e-rabbaanii ke sadqe

    ye dil mahbuub-e-sub.haanii ke sadqe

    muhi.uuddiin jiilaanii ke sadqe

    nisaar-e-qubba-e-anvar mah-o-mehr

    farishte qabr-e-nuuraanii ke sadqe

    tumhaarii zaat se hai nazm-e-'aalam

    jahaa.n-baanii ke sultaanii ke sadqe

    mire dil par chale vo KHanjar-e-'ishq

    malak ho.n jis kii qurbaanii ke sadqe

    tumhaar lutf-e-pinhaanii ke qurbaa.n

    tumhaar faiz-e-ruuhaanii ke sadqe

    ye dil ho aur mauj-e-qulzum-e-'ishq

    ye kashtii mauj-e-tuufaanii ke sadqe

    ye zebaa hai jo ho.n lauh-o-qalam bhii

    tumhaar ism-e-laa-saanii ke sadqe

    fida-e-sham.a parvaana ho ai 'daaG'

    ham apne qutub-e-rabbaanii ke sadqe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now