Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

hamd-e-baarii aur sanaa-e-rahmatul-lil-'aalamii.n

Hasan Imam Warsi

MORE BYHasan Imam Warsi

    hamd-e-baarii aur sanaa-e-rahmatul-lil-'aalamii.n

    yaa mohammad yaa KHudaa-e-rahmatul-lil-'aalamii.n

    qaalib-e-KHaakii me.n goyaa ruuh daaKHil ho ga.ii

    marhabaa tashriif laa.e rahmatul-lil'aalamii

    muzda go the aap ke allaah ke paiGaambar

    sab ke sab laa.e navaa-e-rahamtul-lil-'aalamii.n

    ’ishrat-e-sarkaar-e-’aalii aur qur.aan-al-majiid

    mohtaram dono.n bajaa-e-rahamtul-lil-'aalamii.n

    ho gayaa maqbuul dargaah-e-kHudaa-e-be-niyaaz

    banda-e-lutf-o-'ataa-e-rahamtul-lil-'aalamii.n

    tuutiyaa-e-chashm-e-ahl ma.arifat be-shak banaa

    ho gayaa jo KHaak-paa-e-rahamtul-lil-'aalamii.n

    kis kii himmat thii hasan attaalihuun-lii kahe

    kaun hotaa ham-navaa-e-rahamtul-lil-'aalamii.n

    Source :
    • Book : Sukhanwaraan-e-Watan (Pg. 171)
    • Author : Riyaz Gayavi
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now