tumhaar ishq kii siine me.n yuu.n KHushbuu utar jaa.e

Dr. Mansoor Faridi
MORE BYDr. Mansoor Faridi
tumhaar ishq kii siine me.n yuu.n KHushbuu utar jaa.e
qiyaamat tak mirii har pusht me.n jis kaa asar jaa.e
mayassar ho madiine kii guzargaaho.n me.n yuu.n chalnaa
ho aage-aage dil aur piichhe-piichhe meraa sar jaa.e
male.n KHaak-e-dar-e-sarkaar ham jo apne chehro.n par
to apnii zindagii kaa aur aa.iina nikhar jaa.e
jise miltaa ho bin maa.ngai mire aaqaa kii chaukhaT se
zamaane me.n bhalaa kyuu.n vo idhar jaa.e udhar jaa.e
shah-e-laulaak kii chashm-e-karam ho jis musaafir par
'fariidii' vo to har dushvaar raste se guzar jaa.e

- Book : Takhilat (Pg. 263)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.