Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

yaa habiib-e-rabb-e-akbar al-Giyaas

Shah Abdul Qadir Badayuni

yaa habiib-e-rabb-e-akbar al-Giyaas

Shah Abdul Qadir Badayuni

MORE BYShah Abdul Qadir Badayuni

    Interesting Fact

    منقبت درشان غوث پاک شیخ عبدالقادر جیلانی (بغداد-عراق)

    yaa habiib-e-rabb-e-akbar al-Giyaas

    do-jahaa.n ke shaah-o-sarvar al-Giyaas

    kar na ab mahruum baab-e-paak se

    aa pa.Daa mai.n tere dar par al-Giyaas

    shash jihat se mujh ko gheraa fikr ne

    huu.n mai.n ab hairaan-o-shashdar al-Giyaas

    mai.n huu.n pyaasaa sharbat-e-diidaar kaa

    maalik tasniim-o-kausar al-Giyaas

    hashr ke din hak se bakHshaanaa mujhe

    ab shafii'-e-roz-e-mahshar al-Giyaas

    mujh ko apne hifz me.n rakh agar gha.Dii

    haasido.n kaa mujh ko hai Dar al-Giyaas

    kaise pahu.nchuu.n be-tavassul aap tak

    mai.n huu.n be-par banda-parvar al-Giyaas

    al-madad bahr abbuu bakr-o-’omar

    dar pa-e-’usmaan-o-haidar al-Giyaas

    dast-giirii ab tirii darkaar hai

    hai 'faqiir'-e-KHasta muztar al-Giyaas

    yaa habiib-e-rabb-e-akbar al-Giyaas

    do-jahaa.n ke shaah-o-sarvar al-Giyaas

    kar na ab mahruum baab-e-paak se

    aa pa.Daa mai.n tere dar par al-Giyaas

    shash jihat se mujh ko gheraa fikr ne

    huu.n mai.n ab hairaan-o-shashdar al-Giyaas

    mai.n huu.n pyaasaa sharbat-e-diidaar kaa

    maalik tasniim-o-kausar al-Giyaas

    hashr ke din hak se bakHshaanaa mujhe

    ab shafii'-e-roz-e-mahshar al-Giyaas

    mujh ko apne hifz me.n rakh agar gha.Dii

    haasido.n kaa mujh ko hai Dar al-Giyaas

    kaise pahu.nchuu.n be-tavassul aap tak

    mai.n huu.n be-par banda-parvar al-Giyaas

    al-madad bahr abbuu bakr-o-’omar

    dar pa-e-’usmaan-o-haidar al-Giyaas

    dast-giirii ab tirii darkaar hai

    hai 'faqiir'-e-KHasta muztar al-Giyaas

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now