Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

itne a.alaa itne afzal itne bartar hai.n alii

Zafar Ansari Zafar

MORE BYZafar Ansari Zafar

    itne a.alaa itne afzal itne bartar hai.n alii

    ilm ke ghar hai.n nabii to ilm ke dar hai.n alii

    vaalid-e-hasnain sartaaj-e-batuul-e-faatima

    ya.anii daamaad-e-shafii.a roz-e-mahshar hai.n alii

    kyuu.n na aaKHir afzal-o-aalaa ho un kaa martaba

    servar-e-kaunain kii chaadar ke andar hai.n alii

    jalva-e-haq jin kii chashm-e-haq-numaa se hai ayaa.n

    ai jahaa.n vaalo jahaa.n me.n vo qalandar hai.n alii

    saare a.alam me.n nahii.n hai aap saa ko.ii shujaa'

    sher-e-haq jin kaa laqab hai vo dilaavar hai.n alii

    aaj tak lauTaa na ko.ii un ke dar se naa-muraad

    aise dariyaa-e-sakHaavat faiz-e-gustar hai.n alii

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now