sharii.at ke maballiG ma.arifat ke tarjumaa.n tum ho

Zafar Ansari Zafar
MORE BYZafar Ansari Zafar
Interesting Fact
منقبت درشان مخدوم جہاں حضرت شیخ شرف الدین احمد یحییٰ منیری (بہار شریف۔ ہندوستان)
sharii.at ke maballiG ma.arifat ke tarjumaa.n tum ho
ye haq hai mere maulaa vaaris-e-shaah-e-zamaa.n tum ho
tumhaare click ke rash.haat se raushan hai ye nukta
mare mare maulaa vo maKHduum jah.n tum ho
vahii ahal vaaqif raaz nihaa.n tum ho
zamii.n par rah ke bhii azmat me.n misal tum ho
tumhaarii shaKHsiyat aa.iina diin ilaahii hai
gil irfaa.n shagufta hai.n tumhaare dam se har jaanib
ik gulistaa.n hai aur bahaar gulistaa.n tum
tumhaare hii tasavvur me.n ab is ke din guzarte hai.n
ke qalb muztar ke liye raahat rasaa.n tum ho

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.