kiist taa-aa.n saaqii-e-gulfaam raa
Interesting Fact
خسمہ بر غزل حافظؔ شیرازی۔
kiist taa-aa.n saaqii-e-gulfaam raa
az man-e-be-dil dehad paiGaam raa
tishna-lab ma-guzaar ii.n naakaam raa
saaqiyaa bar kHez-o-dar deh jaam raa
KHaak-bar-sar kun Gam-e-ayyaam raa
go ki mai piine me.n hai.n bad-naamiyaa.n
'izzat-o-hurmat kaa jaataa hai nishaa.n
ham to samjhe hai.n ye laa saaqii miyaa.n
garche bad-naamiist nazd-e-'aaqilaa.n
maa namii-KHvaahem na.ng-o-naam raa
dekh kar naale hamaare sh'la-zan
'aabid-o-zaahid ke bhuule makr-o-fan
kyuu.n na ab jal-jal ke ho.n dushman ke tan
duud-e-aah-e-siina-e-sozaan-e-man
soKHt ii.n afsurdagaan-e-KHaam raa
ye jo mai.n pahnaa hai jubba sar-ba-sar
hai bharaa is me.n saraapaa makr-o-shar
de KHudaa ke vaaste ai muG-pisar
saaGar-e-mai bar kafam neh taa za-sar
bar kasham ii.n dalq-e-azraq faam raa
ta.ng daaram manzil-o-maavaa-e-kHud
karda-am kuu-e-muGaa.n raa jaa-e-KHud
'aashiqam bar tarz-e-be-parvaa-e-kHud
mahram-e-raaz-e-dil-e-shaidaa-e-kHud
kas na mii-biinam za-kHaas-o-'aam raa
ye jo yaa.n KHuubaa.n rakhe.n hai.n band-o-bast
dil ko lete hai.n ba-sad afsuun dost
un kaa mai.n 'aashiq nahii.n ai KHud-parast
baa-dil aarame maraa KHaatir KHushast
kaz dilam yak-baar burd aaraam raa
'ishq me.n aaraam-e-dil hotaa hai kab
yaa.n to har dam Gam hai aur ra.nj-o-ta'ab
ko.ii din misl-e-'naziir' is Gam me.n ab
sabr kun 'haafiz' ba-saKHtii roz-o-shab
'aaqibat roze biyaa bii-kaam raa
kiist taa-aa.n saaqii-e-gulfaam raa
az man-e-be-dil dehad paiGaam raa
tishna-lab ma-guzaar ii.n naakaam raa
saaqiyaa bar kHez-o-dar deh jaam raa
KHaak-bar-sar kun Gam-e-ayyaam raa
go ki mai piine me.n hai.n bad-naamiyaa.n
'izzat-o-hurmat kaa jaataa hai nishaa.n
ham to samjhe hai.n ye laa saaqii miyaa.n
garche bad-naamiist nazd-e-'aaqilaa.n
maa namii-KHvaahem na.ng-o-naam raa
dekh kar naale hamaare sh'la-zan
'aabid-o-zaahid ke bhuule makr-o-fan
kyuu.n na ab jal-jal ke ho.n dushman ke tan
duud-e-aah-e-siina-e-sozaan-e-man
soKHt ii.n afsurdagaan-e-KHaam raa
ye jo mai.n pahnaa hai jubba sar-ba-sar
hai bharaa is me.n saraapaa makr-o-shar
de KHudaa ke vaaste ai muG-pisar
saaGar-e-mai bar kafam neh taa za-sar
bar kasham ii.n dalq-e-azraq faam raa
ta.ng daaram manzil-o-maavaa-e-kHud
karda-am kuu-e-muGaa.n raa jaa-e-KHud
'aashiqam bar tarz-e-be-parvaa-e-kHud
mahram-e-raaz-e-dil-e-shaidaa-e-kHud
kas na mii-biinam za-kHaas-o-'aam raa
ye jo yaa.n KHuubaa.n rakhe.n hai.n band-o-bast
dil ko lete hai.n ba-sad afsuun dost
un kaa mai.n 'aashiq nahii.n ai KHud-parast
baa-dil aarame maraa KHaatir KHushast
kaz dilam yak-baar burd aaraam raa
'ishq me.n aaraam-e-dil hotaa hai kab
yaa.n to har dam Gam hai aur ra.nj-o-ta'ab
ko.ii din misl-e-'naziir' is Gam me.n ab
sabr kun 'haafiz' ba-saKHtii roz-o-shab
'aaqibat roze biyaa bii-kaam raa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.