Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

pyare ulaT kamal mo palaT dekh le mauja

Devnath Maharaj

pyare ulaT kamal mo palaT dekh le mauja

Devnath Maharaj

MORE BYDevnath Maharaj

    pyāre ulaT kamal mo palaT dekh le maujā

    sab ghaT maiñ naath virājā

    nar laal huā behāl paḌā bhramjālā

    kyuuñ phirtā bhaTkā bhūlā

    taiñ Daar sudhāras ghaTku vighy bikh pyāla

    pīkar huā matvālā

    chaDh aave tuj par kaal fauj soñ aalā

    ko hoai terā rakhvālā

    is maayā moñ ek taran guru mahārāja

    maiñ huuñ vo kahāñ kaun kahāñ so aayā

    ye saar bichār na paayā

    maañ baap behan aur bhaa.ī qabīla maayā

    maiñ merā kahāñ Dubvāyā

    sansār narak muul nāhaq lapTāyā

    kar yaad guru vastād pakar le paaya

    sun chhamā Taal le haat gyaan ko nejā

    kar hukum fauj maiñ baaje kaal Dañkā

    tujhe faam nahīñ le naam piir murshid

    ho savār sābut to be ghoḌā man

    chaḌh savār sale baḌā suratgaDbāñkā

    pyare ulaT kamal mo palaT dekh le mauja

    sab ghaT main nath wiraja

    nar lal hua behaal paDa bhramjala

    kyun phirta bhaTka bhula

    tain Dar sudhaaras ghaTku wighy bikh pyala

    pikar hua matwala

    chaDh aawe tuj par kal fauj son aala

    ko hoai tera rakhwala

    is maya mon ek taran guru mahaaraja

    main hun wo kahan ka kaun kahan so aaya

    ye sar bichaar na paya

    man bap behan aur bhai qabila maya

    main mera kahan Dubwaya

    sansar narak ka mul nahaq lapTaya

    kar yaad guru wastad pakar le paya

    sun chhama Tal le hat gyan ko neja

    kar hukum fauj main baje kal ka Danka

    tujhe fam nahin le nam pir murshid ka

    ho sawar sabut to be ghoDa man ka

    chaDh sawar sale baDa suratgaDbanka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now