Ghazipur, India
gūdar dhāgā naam kā suuī pavan chlāy
man mānik mani gun agyo pahir 'gulāl' banāy
gudar dhaga nam ka sui pawan chlay
man manik mani gun agyo pahir 'gulal' banay
'gulāl' maalā naam kā rākho gar meñ naay
koTi jatan chhūTe nahīñ raho joti lapTāy
'gulal' mala nam ka rakho gar mein nay
koTi jatan chhuTe nahin raho joti lapTay
gulāl tākhī tat diyo prem selhi hiye naay
sumirinī man mañh phiryo aaTh pahar lau laay
gulal takhi tat diyo prem selhi hiye nay
sumirini man manh phiryo aaTh pahar lau lay
maalā japoñ na mantar paḌhoñ man mānik ko prem
kañth gudri pahiroñ nahīñ kah 'gulāl' mere nem
mala japon na mantar paDhon man manik ko prem
kanth gudri pahiron nahin kah 'gulal' mere nem
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books