Ashaar of Imam Bakhsh Nasikh
adm kī haqīqat khulegī tamām
tirī zulf jab tā kamar jaye.gī
adm ki haqiqat khulegi tamam
teri zulf jab ta kamar jayegi
Thikānā kidhar hai kahāñ jaa.e gī
shab-e-ġham mirī kis ke ghar jaa.e gī
Thikana kidhar hai kahan jae gi
shab-e-gham meri kis ke ghar jae gi
Thikānā kidhar hai kahāñ jaa.e gī
shab-e-ġham mirī kis ke ghar jaa.e gī
Thikana kidhar hai kahan jae gi
shab-e-gham meri kis ke ghar jae gi
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere