kalejaa ghul gayaa ab KHaatima hai zindagaanii kaa

jo qatra thaa lahuu kaa ab vahii qatra hai paanii kaa
maruu.n us par yahii haasil hai apnii zindagaanii kaa
ki hai ye KHaatima diibaacha-e-’umr-e-jaavedaanii kaa
’adam kii raah me.n ashk-e-nadaamat kaam aa.e.nge
safar hai duur kaa saamaan kar lenaa hai paanii kaa

- Book : Tazkira Muslim shora-e-Bihar-Voll.5 (Pg. 70)
- Author : Hakeem Syed Ahmadullah Nadwi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.