Sufinama
Barkatullah Pemi's Photo'

Barkatullah Pemi

1660 - 1729 | Etah, India

Barkatullah Pemi

sher 1

 

Doha 28

maiñ maiñ ek haiñ aur na duujā koy

maiñ to kahnā jab chhuTe vahī vahī sab hoai

tu main main tu ek hain aur na duja koy

main to kahna jab chhuTe wahi wahi sab hoai

  • Share this

likheñ saba.ī līkheñ nahīñ mohan parān sahāy

alakh lakhai ka.u laakh muuñ likhā lakhā to kaay

likhen sabai likhen nahin mohan paran sahay

alakh lakhai kau lakh mun likha lakha to kay

  • Share this

man bhaTko chhuñ or teñ aayo saran tihār

karunā kar ke naañv kariye laaj murār

man bhaTko chhun or ten aayo saran tihaar

karuna kar ke nanw ki kariye laj murar

  • Share this

tan nirmal kar būjhiye man adhikai siikh

vahova ma.akum ke bhed soñ phir phir aapae dekh

tan nirmal kar bujhiye man ki adhikai sikh

wahowa makum ke bhed son phir phir aapae dekh

  • Share this

tum jaanī kachhu 'pem' mag bātan bātan jaay

panth miit ko kaThin hai khelo phaag banāy

tum jaani kachhu 'pem' mag baatan baatan jay

panth mit ko kaThin hai khelo phag banay

  • Share this

Kavitt 1

 

Persian Sufi Poetry 1

 

Rekhtaa 4

 

Naat-o-Manqabat 2

 

Holi 4

 

Related Sufi Poets

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now