Ashaar of Khwaja Haidar Ali Aatish
shaidā-e-rū-e-gul na hai shaidā-e-qad-e-sarv
sayyād ke shikār haiñ is bostāñ meñ ham
shaida-e-ru-e-gul na hai shaida-e-qad-e-sarw
sayyaad ke shikar hain is bostan mein hum
-
Tag : Gul
- Add to favorites
-
Share this
- Critique
- Comments
kū-ba-kū phirtā huuñ meñ ḳhāna-ḳharāboñ ki tarah
jaise saude kā tere sar meñ mere ghar ho gayā
ku-ba-ku phirta hun mein KHana-KHarabon ki tarah
jaise saude ka tere sar mein mere ghar ho gaya
-
Tag : Ghar
- Add to favorites
-
Share this
- Critique
- Comments
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere