Font by Mehr Nastaliq Web
Maulana Abdul Qadeer Siddiqui's Photo'

Maulana Abdul Qadeer Siddiqui

1871 - 1962 | Hyderabad, India

Ashaar of Maulana Abdul Qadeer Siddiqui

ā.īna-rū ke sāmne ham ban ke ā.īna

hairāniyoñ kā ek tamāsha kareñge ham

aaina-ru ke samne hum ban ke aaina

hairaniyon ka ek tamasha karenge hum

ab to maiñ rāhrauv-mulk-e-’adam hotā huuñ

tirā har haal meñ hāfiz hai ḳhudā mere baa'd

ab to main rahrauw-mulk-e-’adam hota hun

tera har haal mein hafiz hai KHuda mere ba'd

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

Recitation

Speak Now