aamad nigaar dilbar shiirii.n kalaam-e-maa
Interesting Fact
خمسہ برغزل حافظؔ شیرازی۔
aamad nigaar dilbar shiirii.n kalaam-e-maa
rashk-e-iram za-nuzhat uu shud mashaam-e-maa
zuu rozgaar sikka-e-daulat ba-naam-e-maa
saaqii ba-nuur baada bar afroz jaam-e-maa
mutrib ba-go ki kaar-e-jahaa.n shud ba-kaam-e-maa
zaahid to kam-kHorii se kare.n tan ko apne kaast
ham ri.nd pii sharaab kare.n 'aish dil ke raast
jis dam ki aake hovegaa diivaan-e-hashr raast
tarsam ki sarfa-e-nabard roz-e-baazaar KHvaast
naan-e-halaal shaiKH za-aab-e-haraam-e-maa
jaame za-dast-e-saaqii-e-ra.ngii.n kashiidah-aim
Gam raa ba-pusht-e-paa za-dah ’ishrat KHariida-aim
zaahid KHabar na-daarad azaa.n gul ki chiida-aim
maadar pyaala 'aks-e-ruKH-e-yaar daada-aim
ai be-KHabar za-lazzat-e-shurb-e-mudaam-e-maa
charKH-o-falak jahaa.n me.n kHaraaminda shud ba-'ishq
shams-o-qamar bhii nuur me.n taabinda shud ba-'ishq
qaa.im vahii rahegaa jo paa.inda shud ba-'ishq
hargiz na-miirad aa.n-ki dilash zinda shud ba-'ishq
sabt ast bar jariida-e-’aalam davaam-e-maa
kyaa-kyaa kare.n hai.n naaz-o-adaa siim-tan yahaa.n
aave abhii vo shoKH to ho jaave.n sab nihaa.n
dekhaa jo KHuub sab hai.n ye dhoke kii TaTTiyaa.n
chandaa.n buvad karishma-o-naaz-e-sahii qadaa.n
kaayad ba-jalva sarv-e-sanobar kHiraam-e-maa
zaahid hame.n KHudaa ne kiyaa hai jo mai-parast
mast-e-alast ham hai.n nahii.n aaj-kal ke mast
dekhe to kis tarah ki tirii hai nigaah past
mastii ba-chashm-e-shaahid-e-dil band-e-maa KHushast
zaa.n ruu sapurda-and ba-mastii qayaam-e-maa
jab se judaa hu.aa falak-e-husn kaa vo chaa.nd
rote hii rote ham ko ye guzraa tamaam chaa.nd
misl-e-'naziir' hijr kii saKHtii se ho ke maa.nd
'haafiz' za-diida daana-e-ashke hamii fishaa.nd
baashad ki murG-e-vasl kunad qasd daam-e-maa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.