Ashaar of Hasan Imam Warsi
sanam kā nāz-o-andāz-o-adā kyā
faqīr-e-vārsī kā mudda.ā kyā
sanam ka naz-o-andaz-o-ada kya
faqir-e-warsi ka muddaa kya
har gul hai chāk-dāman har ġhuncha dil-e-girafta
ai bāġhbān-e-qudrat fasl-e-bahār kyā hai
har gul hai chaak-daman har ghuncha dil-e-girafta
ai baghban-e-qudrat fasl-e-bahaar kya hai
lagā dī aag un ke sho.ala-e-āriz ne gulshan meñ
zar-e-gul ban ga.iiñ chiñgāriyāñ phūloñ ke dāman meñ
laga di aag un ke shoala-e-ariz ne gulshan mein
zar-e-gul ban gain chingariyan phulon ke daman mein
सय्याद और गुलचीं दोनों की बन पड़ी है
बुलबुल की फूटी क़िस्मत फ़स्ल-ए-बहार क्या है
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere