Dohe of Jangli Shah Warsi
nuur kā rañg bharāvā ke ghaT meñ har har par chhappar korī
prem kī buuñd paḌī jā ke mukh par tan-man bhayosa puurī
nur ka rang bharawa ke ghaT mein har har par chhappar kori
prem ki bund paDi ja ke mukh par tan-man bhayosa puri
kalma kah sab sar dhuneñ jaakā aur na chhor
vāris kā mukh dekh ke sab chitvaiñ vahī or
kalma kah sab sar dhunen jaka aur na chhor
waris ka mukh dekh ke sab chitwain wahi or
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere