Font by Mehr Nastaliq Web

jahaa.n dil jigar ko mile sukuu.n mujhe us jahaa.n kii talaash hai

Zafar Kakvi

MORE BYZafar Kakvi

    jahaa.n dil jigar ko mile sukuu.n mujhe us jahaa.n kii talaash hai

    jo basaa hu.aa hai nigaah me.n usii aastaa.n kii talaash hai

    hame.n aise aise se kaam kyaa jise dard-e-dil kii KHabar nahii.n

    jo Gam-o-alam se ho aashnaa usii raaz-daa.n kii talaash hai

    'zafar' apne muunis-o-ham-nashii.n pe asar hu.aa bhii to kyaa hu.aa

    jo hilaa de paaya-e-’arsh ko mujhe us fuGaa.n kii talaash hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now