Font by Mehr Nastaliq Web

ye hai 'arz ai rahmat-e-kHaas-o-’aam

Behzad Lakhnavi

ye hai 'arz ai rahmat-e-kHaas-o-’aam

Behzad Lakhnavi

MORE BYBehzad Lakhnavi

    ye hai 'arz ai rahmat-e-kHaas-o-’aam

    'alaihissalaatu-va-'alaihissalaam

    mujhe maqsad-e-zindagii diijiye

    bulaa liijiye pesh-e-baabussalaam

    bahut din se hai qalb andohgii.n

    bahut din se nazre.n nahii.n shaad-kaam

    nahii.n zindagii me.n ko.ii kaif bhii

    alam le ke aatii hai har-sub.h-o-shaam

    KHudaa jaane kab tak rahuu.n sarf-e-jaur

    KHudaa jaane kab tak ho qissa tamaam

    yahii bas hai hasrat yahii aarzuu

    madiina kii galiyaa.n ho.n aur sub.h-o-shaam

    ba-juz aap ke aur kis se kahe

    ki 'bahzaad' hai aap hii kaa Gulaam

    ye hai 'arz ai rahmat-e-kHaas-o-’aam

    'alaihissalaatu-va-'alaihissalaam

    mujhe maqsad-e-zindagii diijiye

    bulaa liijiye pesh-e-baabussalaam

    bahut din se hai qalb andohgii.n

    bahut din se nazre.n nahii.n shaad-kaam

    nahii.n zindagii me.n ko.ii kaif bhii

    alam le ke aatii hai har-sub.h-o-shaam

    KHudaa jaane kab tak rahuu.n sarf-e-jaur

    KHudaa jaane kab tak ho qissa tamaam

    yahii bas hai hasrat yahii aarzuu

    madiina kii galiyaa.n ho.n aur sub.h-o-shaam

    ba-juz aap ke aur kis se kahe

    ki 'bahzaad' hai aap hii kaa Gulaam

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now