Dohe of Abdul Rahman
baarī baarī bais meñ vaarī sauti shrrñgār
haarī haarī karat hai haarī herat haar
bari bari bais mein wari sauti shrrngar
haari haari karat hai haari herat haar
chunī chunī pahrī surañg chunī sauti dal kiin
banī banī ras so saras tanā tanī kuch piin
chuni chuni pahri surang chuni sauti dal kin
bani bani ras so saras tana tani kuch pin
palkan meñ rākhau piyhi palkan chhāḌau sañg
putrī so tai hohi jin darpat apne añg
palkan mein rakhau piyhi palkan chhaDau sang
putri so tai hohi jin darpat apne ang
karkī karkī chūriyā barakī barakī riiti
darkī darkī kañchukī haTkī haTkī prīti
karki karki churiya baraki baraki riti
darki darki kanchuki haTki haTki priti
nar rāchī meñnā lakhī tū kit likhyo sujān
paḌh kurān bhaurā bhayo sun rāchyo ‘rahmān’
nar rachi meinna lakhi tu kit likhyo sujaan
paDh kuran bhaura bhayo sun rachyo ‘rahman’
baanī baanī det shubh jas baatī tas riiti
‘rahaimān’ taako tabai rahaimān chit prīti
bani bani det shubh jas baati tas riti
‘rahaiman’ tako tabai rahaiman chit priti
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere