Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama
noImage

Abdul Rahman

Delhi, India

Abdul Rahman

Doha 6

baarī baarī bais meñ vaarī sauti shrrñgār

haarī haarī karat hai haarī herat haar

bari bari bais mein wari sauti shrrngar

haari haari karat hai haari herat haar

  • Share this

baanī baanī det shubh jas baatī tas riiti

‘rahaimān’ taako tabai rahaimān chit prīti

bani bani det shubh jas baati tas riti

‘rahaiman’ tako tabai rahaiman chit priti

  • Share this

chunī chunī pahrī surañg chunī sauti dal kiin

banī banī ras so saras tanā tanī kuch piin

chuni chuni pahri surang chuni sauti dal kin

bani bani ras so saras tana tani kuch pin

  • Share this

nar rāchī meñnā lakhī kit likhyo sujān

paḌh kurān bhaurā bhayo sun rāchyo ‘rahmān’

nar rachi meinna lakhi tu kit likhyo sujaan

paDh kuran bhaura bhayo sun rachyo ‘rahman’

  • Share this

palkan meñ rākhau piyhi palkan chhāḌau sañg

putrī so tai hohi jin darpat apne añg

palkan mein rakhau piyhi palkan chhaDau sang

putri so tai hohi jin darpat apne ang

  • Share this

More Poets From "Delhi"

Recitation

Speak Now