Font by Mehr Nastaliq Web
noImage

Dard Kakorvi

1891 - 1972 | Karachi, Pakistan

Ashaar of Dard Kakorvi

'dard' ke dil ko banā maḳhzan-e-favvāra-e-nūr

merī tārīki-e-qismat ke ujāle saaqī

'dard' ke dil ko bana maKHzan-e-fawwara-e-nur

meri tariki-e-qismat ke ujale saqi

apnā be-ḳhud mujhe lillāh banā le saaqī

burqa’ phir chehra-e-anvar se haTā le saaqī

apna be-KHud mujhe lillah bana le saqi

burqa’ phir chehra-e-anwar se haTa le saqi

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

Recitation

Jashn-e-Rekhta 11th Edition | 29-30-31 Jan, 2027 Buy Tickets

Speak Now