Ashaar of Moeen Nizami
lagte haiñ ye mehr-o-māh-o-anjum
dehlī ke charāġh hī kā partav
lagte hain ye mehr-o-mah-o-anjum
dehli ke charagh hi ka partaw
merā dam bhī sama.a meñ nikle
ab yahī hai ik aarzū ḳhvāja
mera dam bhi sama mein nikle
ab yahi hai ek aarzu KHwaja
girdāb-e-gunāh meñ phañse haiñ
dāmān-e-dil-o-nigāh tar hai
girdab-e-gunah mein phanse hain
daman-e-dil-o-nigah tar hai
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere