Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama
Qamar Jalalvi's Photo'

Qamar Jalalvi

1887 - 1968 | Karachi, Pakistan

Ashaar of Qamar Jalalvi

kyā in aahoñ se shab-e-ġham muḳhtasar ho jaa.e

ye seh sehar hone bāteñ hainñ sehar ho jaa.e

kya in aahon se shab-e-gham muKHtasar ho jae gi

ye seh sehar hone ki baaten hainn sehar ho jae gi

abhī kiyā hai 'qamar' unkī zarā nazreñ to phirne do

zamīñ na mehrabāñ ho.gī falak na mehrabāñ ho.gā

abhi kiya hai 'qamar' unki zara nazren to phirne do

zamin na mehraban hogi falak na mehraban hoga

ye bahut achhā huā aa jā.eng pahle pahar

chāñdnī bhī ḳhatm jab tak ai 'qmar' ho jā.egī

ye bahut achha hua aa jaeng pahle pahar

chandni bhi KHatm jab tak ai 'qmar' ho jaegi

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

Recitation

Speak Now