1557 | Sanganer, India
gurū daadū rū kabīr kī kaayā bha.ī kapūr
jan 'rajjab' unkī dayā paa.ī nishchat Thaur
guru dadu ru kabir ki kaya bhai kapur
jan 'rajjab' unki daya pai nishchat Thaur
saañī lag sevā rachī Taryā na apnī Tek
daadū sam nahiñ dūsrā dīradh daas su ek
sani lag sewa rachi Tarya na apni Tek
dadu sam nahin dusra diradh das su ek
'rajjab' raam na rahm kar akhshar likhe na bhaal
tātheñ saddgurū nā milyā gurū shish rahe kañgāl
'rajjab' ram na rahm kar akhshar likhe na bhaal
tathen saddguru na milya guru shish rahe kangal
ath jatan kā añg - jan 'rajjab' rākhe binā naam na rākhyā jaay
jaise dīpak jatan bin visvābīs bujhāy
ath jatan ka ang - jan 'rajjab' rakhe bina nam na rakhya jay
jaise dipak jatan bin wiswabis bujhay
tan man dhakkā det hai puni dhakkā pañch bhuut
'rajjab' in meñ Thāhrai so aatam abdhūt
tan man dhakka det hai puni dhakka panch bhut
'rajjab' in mein Thahrai so aatam abdhut
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books