Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama
Rajjab's Photo'

Rajjab

1557 | Sanganer, India

Saakhi of Rajjab

gurū daadū kabīr kaayā bha.ī kapūr

jan 'rajjab' unkī dayā paa.ī nishchat Thaur

guru dadu ru kabir ki kaya bhai kapur

jan 'rajjab' unki daya pai nishchat Thaur

ath jatan añg - jan 'rajjab' rākhe binā naam na rākhyā jaay

jaise dīpak jatan bin visvābīs bujhāy

ath jatan ka ang - jan 'rajjab' rakhe bina nam na rakhya jay

jaise dipak jatan bin wiswabis bujhay

tan man dhakkā det hai puni dhakkā pañch bhuut

'rajjab' in meñ Thāhrai so aatam abdhūt

tan man dhakka det hai puni dhakka panch bhut

'rajjab' in mein Thahrai so aatam abdhut

saañī lag sevā rachī Taryā na apnī Tek

daadū sam nahiñ dūsrā dīradh daas su ek

sani lag sewa rachi Tarya na apni Tek

dadu sam nahin dusra diradh das su ek

'rajjab' raam na rahm kar akhshar likhe na bhaal

tātheñ saddgurū milyā gurū shish rahe kañgāl

'rajjab' ram na rahm kar akhshar likhe na bhaal

tathen saddguru na milya guru shish rahe kangal

कोयल अंडे काक गृह, सुत निपजे पर सेव

त्यों रज्जब शिष भाव को, प्रति पाले गुरू देव ।।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now