Ashaar of Shams Firangi Mahali
sisakte hoñge lākhoñ saiñkDoñ be-dam paḌe hoñge
sun ai qāsid yahī achhā nishān-e-kū-e-qātil hai
sisakte honge lakhon sainkDon be-dam paDe honge
sun ai qasid yahi achha nishan-e-ku-e-qatil hai
bahār aa.ī hai gulshan meñ vahī phir rañg-e-mahfil hai
kisī jā ḳhada-e-gul hai kahīñ shor-e-'anādil hai
bahaar aai hai gulshan mein wahi phir rang-e-mahfil hai
kisi ja KHada-e-gul hai kahin shor-e-'anadil hai

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere