Ashaar of Qadr Bilgrami
ḳhud tumheñ ye chāñd-sā mukhḌā karegā be-hijāb
muñh pe jab māroge tum jhurmuT katāñ ho jā.egā
KHud tumhein ye chand-sa mukhDa karega be-hijab
munh pe jab maroge tum jhurmuT katan ho jaega
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere