Ashaar of Shamim Jaipuri
zabt-e-ġham-e-firāq kī majbūriyāñ na puchh
dil meñ kisī ko yaad kiyā aur ro liye
zabt-e-gham-e-firaq ki majburiyan na puchh
dil mein kisi ko yaad kiya aur ro liye
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere