ALL
Ghazal21
sher3
Profile
Kalaam8
Persian Kalam2
Persian Sufi Poetry2
Rubai23
Naat-o-Manqabat4
Mukhammas2
Ashaar of Shah Mohsin Danapuri
ḳhushī se duur huuñ nā-āshnā-e-bazm-e-ishrat huuñ
sarāpā dard huuñ vābasta-e-zanjēr-e-qismat huuñ
KHushi se dur hun na-ashna-e-bazm-e-ishrat hun
sarapa dard hun wabasta-e-zanjeer-e-qismat hun
ḳhushī se duur huuñ nā-āshnā-e-bazm-e-ishrat huuñ
sarāpā dard huuñ vābasta-e-zanjēr-e-qismat huuñ
KHushi se dur hun na-ashna-e-bazm-e-ishrat hun
sarapa dard hun wabasta-e-zanjeer-e-qismat hun
ġhazab kī chaal gulshan meñ chalā hai bāġhbāñ 'mohsin'
isī kā ye natīja hai ki pāmāl-e-sa.ūbat huuñ
ghazab ki chaal gulshan mein chala hai baghban 'mohsin'
isi ka ye natija hai ki pamal-e-saubat hun
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere