Showing search results for "nazr e dilbar urf kalam e asghar aagha syed asghar ali asghar nizami ebooks"
Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches
shukr hai allaah kaa ki bazm-e-mai-KHvaaro.n me.n aajhazrat-e-'asGar' se bhii apnii shanaasaa.ii hu.ii
diida-e-dil khol kar gor-e-Gariibaa.n dekh loGaafilo hu kaa samaa.n hai aur vahaa.n kuchh bhii nahii.n
jo KHudii ko apne miTaa.egaa to KHudaa kii zaat ko paa.egaatujhe us kaa nuur hai dekhnaa to misaal-e-chaa.nd-gahan me.n jaa
thaa lutf-e-junuu.n diida-e-KHuu.n naaba-fishaa.n sephuulo.n se bharaa daaman-e-sahraa nazar aayaa
KHudii ke putle KHudaa na ban tuu vagarna rabb-e-jaliil meraajalaa ke kar degaa KHaak tujh ko ki us ke bas me.n jahiim bhii hai
dikhaa.ii suurat-e-gul par bahaar-e-shokHii-e-pinhaa.nchhupaayaa ma’anii-e-gul me.n kuchh husn-e-numaayaa.n ko
na paayaa kuchh pata us kaa KHudaa jaane kahaa.n hai vozamaane bhar me.n Dhuu.nDh aayaa KHudaa jaane kahaa.n hai vo
phir KHayaal-e-yaar me.n chuTkiyaa.n lene lagaaphir hamaare diida-e-tar ashk barsaane lage
ho ke tum piir-e-muGaa.n masjid ko 'asGar' chal diyeye to batlaa.o ki ab jaa.egaa mai-KHaane me.n kaun
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books