SEARCH RESULTS
Showing search results for "तकमील"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तकमील"
Ghazal
shauq kii paataa hai takmiil vo jal jaane me.njazba-e-ishq agar hai to hai parvaane me.n
Wasif Alam Moazzami
sher
be-KHudii kii yahii takmiil hai shaayad ai dosttuu jo aataa hai to mai.n hosh me.n aa jaataa huu.n
Qaisar Shah Warsi
Ghazal
kaash is tarah se takmiil-e-ibaadat hotiishauq-e-sajda me.n qadam yaar ke chuumaa karte
Fana Bulandshahri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तकमील"
Ghazal
tanviir-e-laa-makaa.n se takmiil-e-ins-o-jaa.n haiye kaa.inaat 'aalam ik raaz-e-kun-fakaa.n hai
Qatil Ajmeri
Persian Sufi Poetry
buvad dar shaan-e-KHud andar tajallaaazaa.n jaanib buvad iijaad-o-takmiil
Mahmood Shabistari
Kalaam
mohabbat me.n har mudda.aa se guzar karmai.n takmiil-e-har mudda.aa chaahtaa huu.n
Zaheen Shah Taji
Ghazal
namuuna hai takmiil-e-husn-e-suKHan kaaguharbaarii-e-taba.a-e-'hasrat' nahii.n hai
Hasrat Mohani
Ghazal
apne junuun-e-KHaam kii takmiil kiijiye'siimaab' phir ye mausam-e-diivaana-gar kahaa.n
Seemab Akbarabadi
Naat-o-Manqabat
qamar se ye puuchho ki hotii hai kyuu.n karishaare se takmiil hujjat kisii kii