SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़ैसर"
Kalaam MATCHES FOR "क़ैसर"
Kalaam
'qaisar' ko.ii aayaa thaa merii baKHiya-garii kodekhaa to garebaa.n kaa Thikaana hii nahii.n thaa
Qaisar-ul-Jafri
Kalaam
'qaisar' kisii kii den hai ye shaa'irii meriius kii Gazal pe kis ne meraa naam likh diyaa
Qaisar-ul-Jafri
Kalaam
badan me.n ek sahraa jal rahaa hai bujh rahaa haimire dariyaa.o.n ko 'qaisar' ishaara kaun degaa
Iftikhar Qaisar
Kalaam
kis ko patthar maaruu.n 'qaisar' kaun paraayaa haishiish-mahal me.n ik-ik chehraa apnaa lagtaa hai
Qaisar-ul-Jafri
Kalaam
tum par marne vaalo.n kii pahchaan yahii haimaano na maano 'qaisar' kaa armaan yahii hai
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
zamaana bhii 'qaisar' meraa ham-zabaa.n haijo hai baat ham me.n vo tum me.n kahaa.n hai
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
suntaa huu.n bahut duur se aavaaz kisii kiitum ne kahii.n 'qaisar' ko pukaaraa to nahii.n hai