SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaz-e-fitrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaz-e-fitrat"
Sufi Proverb
zamaana baa tuu na-saazad tuu baa zamaana saaz
If the times do not fit you, fit yourself unto them.
Oral Tradition
Ghazal
husn kii fitrat me.n zid hai aazmaate jaa.iyeyaad aa.e.nge unhe.n jitnaa bhulaate jaa.iye
Nakhshab Jarchawi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saaz-e-fitrat"
Bait
ye kaenat ki jis mein tera jamal bhi hai
ye kaa.enaat ki jis me.n tiraa jamaal bhii haihamaare husn-e-nazar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Fitrat Warsi
Bait
bajae hath baDhane ke apne panw baDha
bajaa.e haath ba.Dhaane ke apne paa.nv ba.Dhaadu.aa to vahm-e-asar ke sivaa aur kuchh nahii.n
Fitrat Warsi
Qita
ho jalva-gar kisii parde me.n shorish-e-aalamjunuun-e-taaj-o-qamar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Fitrat Warsi
Qita
pesh-e-nigaah rahne do but-KHaana-o-haramjab tak na maa-sivaa me.n samajh luu.n KHudaa ko mai.n
Fitrat Warsi
Ghazal
ab na dil maanuus hai ham se na KHush hai.n dil se hamye kahaa.n kaa rog le aa.e tirii mahfil se ham
Fitrat Warsi
Bait
ji chahta hai umr-e-mohabbat na KHatm ho
jii chaahtaa hai umr-e-mohabbat na KHatm homar jaa.iye kisii kii tamannaa liye hu.e
Fitrat Warsi
Bait
maslahat ye hai KHudi ki ghaflaten tari rahain
maslahat ye hai KHudii kii Gaflate.n taarii rahai.njab KHudii miT jaa.egii banda KHudaa ho jaa.egaa