SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرگ"
Kalaam MATCHES FOR "مرگ"
Kalaam
kyaa dil jalaa rahaa hai pas-e-marg hai du.aaThanDaa rahe charaaG ilaahii mazaar kaa
Ameer Minai
Kalaam
bahaar-e-zindagaanii kaa lutf dekhaa aur dekhogekisii kaa 'aish marg-e-naa-gahaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Kalaam
hai marg-e-ishq hastii-e-jaaved kii daliilai dil jafaa-e-yaar kaa shikvaana chaahiye
Wali Warsi
Kalaam
marg ke ba.ad hai bedaar dilo.n ko aaraamnii.nd bhar kar vahii so.egaa jo jaagaa hogaa
Ameer Minai
Kalaam
meraa maqaam pas-e-marg raah-guzaar rahaamai.n vo KHaaksaar huu.n ki braham meraa mazaar rahaa
Amanat Ali Nizami
Kalaam
ġhaflat kafīl-e-umr o 'asad' zāmin-e-nashātai marg-e-nā-gahāñ tujhe kyā intizār hai