SEARCH RESULTS
Showing search results for "नज़ाकत"
Kalaam MATCHES FOR "नज़ाकत"
Kalaam
naa-tavaa.n dekh ke afsos na aayaa mujh par
vo KHafaa hai.n ki u.Daa.ii hai nazaakat merii
Dagh Dehlvi
Kalaam
har baat pe iz.haar-e-nazaakat hai hayaa se
saabit hai ki takliif bhii kuchh paa.e hu.e hai.n
Mirza Qadir Bakhsh Sabir
Kalaam
is nazākat kā burā ho vo bhale haiñ to kyā
haath aaveñ to unheñ haath lagā.e na bane
Mirza Ghalib
Kalaam
yuu.n to kyaa aa.egaa tuu fart-e-nazaakat se yahaa.n
saKHt dushvaar hai dhoke me.n bhii aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Kalaam
hiila hai naaz-o-nazaakat se vo aa.e.n kyuu.n kar
zo'f chalne nahii.n detaa hame.n jaa.e.n kyuu.n kar