- 1927 | Lucknow, India
bairī mahā-bariyār hai bair karat har-ān
daas tumhārī aas hai pat rākho bhagvān
bairi maha-bariyar hai bair karat har-an
das tumhaari aas hai pat rakho bhagwan
jot bichhā.ūñ nain kī siis dharūñ vahī Thāñv
charan dharūñ pītam jahāñ aur basūñ jeh gaañv
jot bichhaun nain ki sis dharun wahi Thanw
charan dharun pitam jahan aur basun jeh ganw
kaah kahūñ kuchh ban nahīñ aavat suno garīb-navāj
dīn-dayāl haro dukh sankaT lāj-pati mahārāj
kah kahun kuchh ban nahin aawat suno garib-nawaj
din-dayal haro dukh sankaT laj-pati mahaaraj
more tum raghubīr ho aur nahīñ ko.ū tiir
piir haro kirpā kaaro laaj dharo man dhiir
more tum raghubir ho aur nahin kou tir
pir haro kirpa karo laj dharo man dhir
sign aa.e nibāhe liyo mahā paḌ yoñ dukh maañh
dhan nirās tum aas hai gahiyo pītam baañh
sign aae nibahe liyo maha paD yon dukh manh
dhan niras tum aas hai gahiyo pitam banh
Paim Kahani Waris Jani
Sehra 1
Basant 1
Sawan 1
Krishn Bhakti Sufi Kalaam 1
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books