SEARCH RESULTS
Showing search results for "तलाश-ए-सुकून"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तलाश-ए-सुकून"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
Qita
sukuun-e-qalb milaa fikr se najaat miliitumhaare dar se haqiiqat kii kaa.inaat milii
Khwaja Nazir Nizami
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तलाश-ए-सुकून"
Bait
jabin-e-shauq usi ko talash karti hai
jabiin-e-shauq usii ko talaash kartii hai'qamar' dayaar hai jo har dayaar se baalaa
Qamar Warsi
Ghazal
sukuun-e-qalb kisii ko nahii.n mayassar aajshikast-e-KHvaab hai har shaKHs kaa muqaddar aaj
Ahmad Ali Barqi Aazmi
Kalaam
Muztar Khairabadi
Kalaam
tujh ko agar hai ahmad-e-muKHtaar kii talaashkarnii hai pahle haidar-e-karraar kii talaash
Aashiq Hyderabadi
Kalaam
sukuun dekh liyaa iztiraab dekh liyaaGaraz ki ra.ng-e-jahaan-e-KHaraab dekh liyaa
Behzad Lakhnavi
Kalaam
dil ko nahii.n sukuun mirii jaa.n tire baGairaa jaa ki zindagii hai pareshaa.n tire baGair
Shabbir Sajid Mehrvi
sher
sukūn-e-mustaqil dil be-tamannā shaiḳh kī sohbatye jannat hai to is jannat se dozaḳh kyā burā hogā
Hari Chand Akhtar
Ghazal
mai.n zindagii ke sahaare talaash karataa huu.ntirii nazar ke ishaare talaash karataa huu.n
Amarnath Asar
Ghazal
zahe talaash ki sargarm-e-justujuu ho karmilaa huu.n ra.ng me.n ra.ng aur buu me.n buu ho kar
Dagh Dehlvi
Bait
sadaf-sadiq talash pahle kar
sadaf-saadiq talaash pahle kartab 'ataa hogaa gauhar-e-naayaab
Amn Iqbal
Bait
talash mein hain gurezan wujud ke zarraat
talaash me.n hai.n gurezaa.n vujuud ke zarraatkahaa.n se aa.e kahaa.n jaa.e.nge KHudaa maa'luum
Qamar Badayuni
Sufi Quotes
One who breaks another man's heart cannot seek Allah.
One who breaks another man's heart cannot seek Allah.