SEARCH RESULTS
Showing search results for "लूँगा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "लूँगा"
MORE MATCHES FOR "लूँगा"
Ghazal
tanhaa tai kar luu.ngaa saare mushkil rasteshart ye hai ki tum darvaaze par aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Naat-o-Manqabat
aap ke dar kii Gulaamii ke 'ivaz me.n shaahiimai.n nahii.n luu.ngaa yaqiinan kisii qiimat KHvaaja
Qaisar Ratnagirvi
Ghazal
daaman-e-sahraa se luu.ngaa mar ke vahshat me.n kafanik nayaa jo.Daa panhaa.egii ye uryaanii mujhe
Muztar Khairabadi
Naat-o-Manqabat
allaah ne baKHshii hai do-jahaa.n kii shahanshaahiijo kuchh mujhe lenaa hai le luu.ngaa mohammad se
Muztar Khairabadi
Ghazal
saaqiyaa tuu ne mire zarf ko samjhaa kyaa haizahr pii luu.ngaa tire haath se sahbaa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Mahfooz Sambhali
Ghazal
maanaa bahut kaThin hai.n mohabbat kii manzile.nkar luu.ngaa un ke lutf se tai us safar ko mai.n
Ameer Bakhsh Sabri
Ghazal
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
Hayat Warsi
Kalaam
KHud jaane kii taaqat nahii.n vo aa.e.nge aap hiiehsaan na luu.ngaa mai.n kabhii baad-e-sabaa kaa
Ghausi Shah
Ghazal
be-piye mast huu.n maiKHaane kaa hai mujh se bharammai.n jo pii luu.ngaa to saaqii ko nadaamat hogii
Behzad Lakhnavi
Bait
hua hun bas-ki KHafa ab to apne jine se
hu.aa huu.n bas-ki KHafaa ab to apne jiine selagaa hii luu.ngaa mai.n us teG ko siine se