SEARCH RESULTS
Showing search results for "paamaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paamaal"
Kalaam
paamaal-e-rah-guzar huu.n tujhe kuchh KHabar bhii haio mast-e-naaz dekh yahaa.n meraa sar bhii hai
Nadir Dehlvi
sher
Zaki Warsi
Persian Sufi Poetry
KHuun shud dil va paamaal-e-adaa shud che bajaa shudnaqsh-e-kaf-e-paa buud hinaa shud che bajaa shud
Ghulam Imam Shaheed
sher
qaatil ne paa.emaal kiyaa jab se KHuun-e-'ishq'sab shaGl chho.D kar vo hu.aa hai hinaa-parast
Khwaja Ruknuddin Ishq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paamaal"
Kalaam
Gariib miT ga.e paamaal ho ga.e lekinkisii talak na teraa aaj tak nishaa.n pahu.nchaa
Naaz Khiyalvi
Naat-o-Manqabat
ek paamaal-e-jafaa kaun ki me.nmisl naqsh-e-kaf-e-paa kaun ki me.n
Shah Abdul Qadeer Badayuni
Ghazal
vo paikar ke jo rashk sarv-e-sahii haivo raftaar-e-paamaal jis se zamaana
Shah Taqi Raaz Barelvi
Naat-o-Manqabat
paamaal zindagii huu.n sarkaar ummatii huu.nummat ke rahnumaa ho kuchh 'arz-e-haal sun lo
Unknown
Naat-o-Manqabat
laash paamaal kiyaa KHeme ko bhii aag lagaa.iizulm aisaa ko.ii karataa nahii.n aGyaar ke saath
Aamir Rahmati
Ghazal
aayaa jo mast-e-naaz vo KHuubaan-e-rozgaarpaamaal ho ga.e hai.n ye raftaar dekh kar
Khwaja Ruknuddin Ishq
Ghazal
dil le ke meraa kiijiye paamaal shauq seaazurda mai.n huzuur ke sar kii qasam nahii.n
Saleem Warsi
Ghazal
duniyaa-e-ra.ng-o-buu ke paamaal karne vaalemahshar bhii muntazir hai mahv-e-KHiraam teraa
Afqar Mohani
Kalaam
jal gayaa KHaak hu.aa KHaak bhii paamaal hu.iiphir bhii hai ruuh-e-mohabbat vahii parvaane me.n