SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रोग़"
Kalaam MATCHES FOR "फ़रोग़"
Kalaam
raunaq nahii.n faroG nahii.n vo hasham nahii.njab se KHudaa ke ghar buto.n kaa qadam nahii.n
Sheerin Lakhnavi
Kalaam
mastii me.n faroG-e-ruKH-e-jaanaa.n nahii.n dekhaasunte hai.n bahaar aa.ii gulistaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Kalaam
'maahir' vo aa.e qismat-e-manzil chamak uThiizarre faroG-e-nuur se ma.amuur ho ga.e
Mahirul Qadri
Kalaam
husn-e-faroġh-e-shamma-e-suḳhan duur hai 'asad'pahle Dil-e-gudāḳhta paidā kare koī
Mirza Ghalib
Kalaam
ik nau-bahār-e-nāz ko taake hai phir nigāhchehra faroġh-e-mai se gulistāñ kiye hue
Mirza Ghalib
Kalaam
us ruKH-e-saaf ko dekhuu.n to ba.Dhii aur faroGsurma ho gard-e-nazar aa.nkh kii biinaa.ii kaa
Ameer Minai
Kalaam
bas ik faroG-e-naqsh-e-kaf-e-paa ke faiz sehar zarra aaftaab terii rah-guzar me.n hai