SEARCH RESULTS
Showing search results for "सागर"
Kalaam MATCHES FOR "सागर"
Kalaam
aaj ruuThe hu.e saajan ko bahut yaad kiyaa
apne uj.De hu.e gulshan ko bahut yaad kiyaa
Saghar Siddiqi
Kalaam
puuchhaa kisii ne haal kisii kaa to ro diye
paanii me.n aks chaa.nd kaa dekhaa to ro diye
Saghar Siddiqi
Kalaam
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaa
Gam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqi
Kalaam
Shah Turab Ali Qalandar
Kalaam
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
un me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqi
Kalaam
saaGar kii havas murshid-e-mai-KHaana nahii.n hai
chulluu hii se pii le.nge jo paimaana nahii.n hai
Unknown
Kalaam
Jawed Akhtar
Kalaam
saaqii ne nigaaho.n ke saaGar se vo chhalkaa.ii
rag rag me.n mohabbat kii bajne lagii shahnaa.ii
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
agar manzuur hai piinaa mai-e-vahdat ke saaGar kaa
liyaa kar naam har dam hazrat saaqii-e-kausar kaa