SEARCH RESULTS
Showing search results for "दीवार-ओ-दर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दीवार-ओ-दर"
Ghazal
hasrato.n se takte hai.n diivaar-o-dar ko baam ko
vo naa aa.e intizaare.n aan pahu.nchii shaam ko
Muzammil Khan
Kalaam
ye ham jo hijr meñ dīvār-o-dar ko dekhte haiñ
kabhī sabā ko kabhī nāma-bar ko dekhte haiñ
Mirza Ghalib
Ghazal
tark-e-vatan ke ba.ad hii qadr-e-vatan hu.ii
barso.n mirii nigaah me.n diivaar-o-dar phire
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
sunaa hai ye jab se vo hai.n aane vaale
to phir phir ke diivaar-o-dar dekhte hai.n
Haseer Azimabadi
PAGE MATCHES FOR "दीवार-ओ-दर"
MORE MATCHES FOR "दीवार-ओ-दर"
Ghazal
Gam-e-dil nishaanii hai furqat kii 'raaqim'
use rakh chalo un kii diivaar-o-dar me.n
Raqim Dehlvi
Kalaam
aa.iinaa-kHaana kar diyaa a.alam ko husn ko
kyaa kyaa dikhaate jalva hai.n diivaar-o-dar se aap
Imdad Ali Ulvi
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chale adam ko ye ghar aaj ham se chhuTtaa hai
nigaah-e-yaas se diivaar-o-dar ko dekhte hai.n