SEARCH RESULTS
Showing search results for "शहीदों"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शहीदों"
sher
dar pe lagvaataa hai gar apne shahiido.n kii sabiilto phir ai qaatil lagaa tuu aab-KHoro.n ko hinaa
Shah Naseer
Kalaam
shahiido.n me.n use kahnaa ravaa nahii.npa.Daa jo teG suu.n hasrat ke maaraa
Sheikh Zuhooruddin Hatim
MORE MATCHES FOR "शहीदों"
Naat-o-Manqabat
allaah degaa ajr shahiido.n kaa tum ko 'shauq'zinda karoge dost jo sunnat rasuul kii
Abdul Lateef Shauq
Naat-o-Manqabat
hai shahiido.n ke qadam se aaj vo ’azmat-nishaa.nhai ziyaarat-gaah-e-a.alam aastaan-e-karbalaa
Shah Aayatullah Qadri
Kalaam
dhuum hai zer-e-zamii.n kushta-e-naaz aayaa haiho ga.ii ii.d shahiido.n ko ziyaarat merii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Kalaam
karbalaa vaale shahiido.n kaa banuu.n mai.n Gulaamdil me.n vo shauq-e-shahaadat mere paidaa kar de
Rajab Ali Qadri
Naat-o-Manqabat
Gusl dene ke liye utraa farishto.n kaa hujuumhai.n shahiido.n me.n janaab-e-hanzala sab se alag
Mahboob Gauhar Islampuri
Ghazal
nikle hai laala KHaak ke niiche se surKH surKHra.ngii.n hu.aa shahiido.n ke KHuu.n me.n nahaa nahaa
Ehsanullah Khan Bayan
Ghazal
terii mahfil se kuchh is haal me.n ham aate hai.njaise maqtal se shahiido.n ke 'alam aate hai.n
Maikash Akbarabadi
Ghazal
dar pe lagvaataa hai gar apne shahiido.n kii sabiilto phir ai qaatil lagaa tuu aab-KHoro.n ko hinaa