Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama
Muztar Khairabadi's Photo'

Muztar Khairabadi

1856 - 1927 | Gwalior, India

Famous Indian poet and father of Jan Nisar Akhtar.

Famous Indian poet and father of Jan Nisar Akhtar.

Muztar Khairabadi

Ghazal 58

sher 107

Kalaam 10

Doha 10

maiñ khoTī huuñ tum khare khare tumhāre kaaj

khoT khoT sab chhāñT do kharā banā do aaj

main khoTi hun tum khare khare tumhaare kaj

khoT khoT sab chhanT do khara bana do aaj

  • Share this

morā man piiu din haiñ maiñ rain

jaise najariyā ek hai dekhat ke do nain

pi mora man piu ki pi din hain main rain

jaise najariya ek hai dekhat ke do nain

  • Share this

tum jagat-mahrāj ho aur 'muztar' tumre daas

jin hālan chāho rakho par rakhnā apne paas

tum hi jagat-mahraj ho aur 'muztar' tumre das

jin haalan chaho rakho par rakhna apne pas

  • Share this

chitt morā be-chitt kiyā maar ke naināñ baan

mitr bane tum chitr ke chitr kiyā qurbān

chitt mora be-chitt kiya mar ke nainan ban

mitr bane tum chitr ke chitr kiya qurban

  • Share this

tan paayā tab man milā man paayā tab piiu

tan-man donoñ ke haiñ naam hai jiiu

tan paya tab man mila man paya tab piu

tan-man donon pi ke hain pi ka nam hai jiu

  • Share this

Raga Based Poetry 3

 

Bait 4

 

Naat-o-Manqabat 7

BOOKS 1

 

Videos 4

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
aise dinan barkhaa-rut aa.in ghar naa.ii.n hamre shyaam re

Unknown

ilaaj-e-dard-e-dil tum se masiihaa ho nahii.n saktaa

Unknown

sun ai baad-e-sabaa tuu jaanib-e-taiba agar guzre

Unknown

zaKHmo.n se kaleje ko bhar de barbaad sukuun-e-dil kar de

Haji Mehboob Ali

Related Sufi Poets

Recitation

Speak Now