SEARCH RESULTS
Showing search results for "kafan"
Kalaam MATCHES FOR "kafan"
Kalaam
sahraa kii gard hogii kafan mujh Gariib kaauTh kar baguule meraa janaaza uThaa.e.nge
Bedam Shah Warsi
Kalaam
yaaro kafan hamaare liye kyaa zaruur hai'uryaa.n jahaa.n me.n aa.e hai.n 'uryaa.n hii jaa.e.nge
Unknown
Kalaam
bhuule se tum jo aanaa Thokar lagaa ke jaanaalaasha vahii.n hamaaraa jo be-kafan rahegaa
Unknown
Kalaam
mar jaa.uu.n to kafan par bhii likhnaa 'alii 'aliiba-Gair hubb-e-alii mudda.aa nahii.n miltaa
Unknown
Kalaam
jannat mere nasiib kii vaa'iz ko baKHsh demere kafan me.n gesuu-e-jaanaa.n kii buu rahe
Unknown
Kalaam
maqtal me.n kafan baa.ndhe baiThaa hai ko.ii kab setevar ye bataate hai.n qaatil kii tamannaa hai
Tabish Kanpuri
Kalaam
sune jaate na the tum se mire din-raat ke shikvekafan sarkaa.o merii be-zabaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Kalaam
phir tujh ko dekhne kii lagan le ke aa.e hai.ndiivaane apne saath kafan le ke aa.e hai.n
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
qul ke Dhele qabr par merii na maaro ai sanamKHaak chhan-chhan kar giregii melaa kafan ho jaa.egaa
Unknown
Kalaam
aaj vaañ teġh o kafan bāñdhe hue jaatā huuñ maiñuzr mere qatl karne meñ vo ab lāveñge kyā